मासूम ,भोला ,स्वतंत्र और बेफिक्र बचपन हर किसी की किस्मत में नही होता जिसका एक बड़ा कारण बाल विवाह भी है इस पारंपरिक प्रथा को सम्पूर्ण रूप से समाप्त तो नही किया जा सकता परन्तु कुछ सफल प्रयासों द्वारा इसमें कमी लायी जा सकती है केवल कानून बनाने से कुछ नही होगा उस के द्वारा तो हम लोगो में डर पैदा कर सकते है और कमी भी ला सकते परन्तु कानून को सदेव सबूतों की जरुरत होती है जो इस प्रकार की गतिविधियों में छुपा लिए जाते है और सरकर कुछ नही कर पातीइस की रोकथम के लिए जरुरी है लोगो का जागरूक करना जैसे नुक्कड़ नाटक तथा गीतों का सहारा लेकर ,सम्मेंलनो के जरिये माँ -बेटी को विवाह के दुष्परिणाम के सम्बन्ध में अवगत कराकर तथा अधिक से अधिक लोगो को इस प्रथा को रोकने के लिए भागीदार banaker इसका सबसे अहम् कारण garibi bhi hai jo choti umer aur bemale vivha karati hai iske liye bhi sarkar ladli yojnayo jaisi yojnaye layi jis ka labh logo ko hua bhi parantu kagji kryewahi se bachne wale logo phir peeche rahe gaye इसके लिए कुछ समाजसेवी संगठनों को गरीब कन्याओ के विवाह के लिए कुछ धन राशिः मुहेयिया करानी chaiye tatha ladli yojnayo jaisi yojnayo ko kiriyanvit karne mein saheyog dena chaiye aur jaha is prakar ke vivaha adhik hote hai वहा पर लड़कियों की संख्या ,शिक्षा ,उमरअदि का बेयोरा रखे और समय -समय पर जाच करे की कही इस प्रकार किसी की जिंदगी के अनमोल पल ख़राब न हो रहे हो
dear manu jee
जवाब देंहटाएंaapka blog mane padha apne bhut hi achha likha hi kee is aaj bhi aajadi ke 60 sal bad bhi humre desh me bal vivha ho rahi hi . jisko sarkar nahi rok payee hi.
iska mukya karan hi ke log me jagrookta nahi pooch pa rahi hi . TV me Balika Vadhu jase natko me iske dushprabhav ko dikya gya hi. per ye natak wo sab log hi dekh pate hi jo samaj me metro me rahte hi ya fir wo log jo pase wale hi or cabel tv ko afford kar sakte hi.
per vastvikata me jin logo ko jagrook karna hi wnha tak humara communication nahi pooch pata hi.
aaj bhi soodor pranto me koi coonectivity nahi jnha jagrookta pooch pana to door logo ka poochna bhi doorbhar hi.
doosra garbi , jo to apne aapme me abhi shap hi.....ke karan log apni betiyoo ko bech dete hi.jo kee bal vivha ka ek karan hi..
likhne ko to bhut hi per ..aaj itna hi ....dil bahut shram se juhk jata hi jab log child marriage ke bare me desha ka nam badnam karte hi..per hum isko khtam karne ke liyee sirf or sirf sarkar ko dosh nahi de sakte hi..hum sab ko chaiyee kee desh kee door daraj hisso me jagrookat flayeee..ladkiyoo ko boj na samje balkiee unhe unke paro per khada hone ka muka de...
I am a student. mere dost ki age 15 year hai or uske parents uske vivah k lia usko force kr rahe h or sabhi friends uski kuch bhi help nahi kr sakte. Please suggest us.
जवाब देंहटाएंwe r in tarrer.
please please help us.
नमस्कार
जवाब देंहटाएंआप ने जो समस्या बतायी है व्हो वास्तव में गंभीर है लेकिन आप ने कुछ भी नहीं बताया की आप कहा से है और यह सब कहा हो रहा है खेर फिर र्भी :
आप अपने दोस्त के माता पिता को एक साथ मिल कर समझाने की कोशिश करे यदि फिर भी बात नहीं बनती है आप अपने से किसी बड़े की मदद लेकर पुलिस स्टेशन जा कर शिकायत कर सकते है क्योकि ये गेर क़ानूनी है और अगर वहा भी आप को कोई हेल्प नहीं मिलती तो किसी NGO में जा कर भी हेल्प ले सकते है और आप अपने एरिया के किसी भी ngo को गूगल साईट पर सर्च कर सकते है|
mujhe asha hai in teeno mein se koi ek to shayed aap ke dost ki life mein yeh badlav hone se bacha sake.
aap is partha ko roko nahi to har ladki sapna .,sapna hi rah jayega
जवाब देंहटाएंaapka kahna bikul sahi hai aur yah sab rukna chahiye lekin likne se iska kuch samadhan nahi hoga hame ek jut hona hga tatha iska hal dhundhna hoga...........!
जवाब देंहटाएंI am a student. meri saheli ki age 15 year hai or uske parents paise lekar uski marji ke khilaf ek budhe truck driver ke sath uska vivah 19-4-2014 ko kar rahe ha is bare me polic thana lawan dist.colcttor dausa mukhy mantry rajasthan mukhy sachiv rajasthan adhyksh mahila ayog rajasthan adhyaksh manav adhikar ayog rajasthan adhaksh kendriy mahila ayog dehli sp dausa sdm dausa adm dausa etc. ko bar bar suchit karne par bhi kisi ne uski madad nahi ki ha jisase waha atydhik dari hui ha or apna mansick santulan khone ya atmhatya karne ke kagar par pahuch chuki ha uske gharwalon ne use kahi anytr kahi bandi bana rakha ha or sabhi friends uski kuch bhi help nahi kr sakte. Please suggest us.
जवाब देंहटाएंwe r in tarrer. NOTE agar kalko uske sath koi anhoni ghatna hoti ha to samst prshasan jimmedar hoga please please help us. KUMARI SUMAN SAINI D/.ROOPNARAYAN SAINI
VILLAGE+POST SHERSINGH RAJWAS
T, LAWAN THANA LAWAN
DIST. DAUSA [RAJASTHAN]
maaf kijiyega meinne aap ka sandesh banhut der se padha .......ab kya raha aap ki saheli kya kripya batye....
हटाएंlekin dhyan rakhe ki kabhi bhi aisa kuch galat hote aap log deakhe au rprashaashan ki aur se bhi aap ko koi sahayta na mile to apne aaspaas ke samast logo ko apne sath samalit kare aur ek jut hoker aisi samsyao ko suljhaye (shanti purn tareeke se )